|
|
Posts: 63,598
Country:
Star Sign:
Join Date: May 2009
Location: In my Dream... world...
Gender:
|
|
Kurab kay na wafa kay hotay hain
Sare jhagre bus ana kay hotay hain
Baat niyyat ki sirf hai warna
Waqt sare duaa kay hotay hain
Bol jatay hain matt bura kehna
Laog putlay khata kay hote hain
Wo bazahir jo kuch nahi lagte
Inn se rishtay bala kay hote hain
Wo hamara hay iss tara se
Jaise bande khuda kay hote hain...
|