Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
Kitne haseen the who pal
Jinhin yaad karte hain hum har pal.
Kise pata tha ke ye bi din aayin ge
Jin mein hum na tumhe payin ge
Jeete the hum tab bi our jeete hain aaj bi
Bas itna hi ke bhol gaye jeene ka maqsad hi
Khwab tab bi dekhte the, Khwab aaj bi dekhte hain
Bas itna hi k in mein aaj khud ko tadapta dekhte hain
Sham tab bi hoti thi Sham aaj bi hoti ha
Bas itna ha k soraj ki jagah khud ko dobta dekhte hain
Chand our taare jab bi the Chand our tare aaj bi hain
Bas itna ha k in ki roshni mein khud ko jalta dekhte hain
Humrahi tab bi tha Humrahi aaj bi ha
Bas itna ha k mera humsafar aaj tu nai ha
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|