|
|
Posts: 12,370
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: Karachi
Gender:
|
|
As Salaam O Alaikum
muslim shareef main nabi s a w s ki saheh hadith mojood hay k aap nay frmaaya
main tumhain qbron ki ziart say mna kerta tha ....so ab aun ki ziart kia kro kyon k iss main aakhirt ki yaad hay.....
dosri hadith jo imam ahmed nay apni kitab main rivayat ki hay wo yeh hay....
ALLAH ki lanat ho qbron ki ziart kernay waalion pr.....
in 2 ahadith main bzahir controdiction nzr aata hay laykin jysa k muslim shareef ki hadith main mojood hay k ......main tumhain ziart e qboor say roka kerta tha........to iss say yeh pta chahta hay k wo hadith nabi s a w s nay bad main irshad frmaai hay......
mujhay jitna ilm hay uss k mutaabiq AURATON KA QABRUSTAN JANA JAEZ NAHI HAY,
1.. bay pardagi ka khadshaa
2.. jazbaati honay ki wajah say qabrustan maiN rona shuru kar daiti haiN iss liay mana farmaya gya hay...
Main nie yeh suna hei ke jub aurat qabrustan jati hie tou murdoo ko wo without cloths nazar ati hei jis sei aun ko aziyat hoti hai thtz why mana hai.
|