|
|
Posts: 890
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: in the World without values
Gender:
|
|
Payshaanio pay likhaay muqaddar nahi milayyy....
Dastaar kahan milein gee Jahaan sarr nahi milayy..
Aavaargi ko Dubbteey suraj se Rabbt hai..
Maghrib ke baad hum bhi to ghar par nahi mile....
Kall AAino ka JASHANN hua tha TAMMAM RAAT
Andhaay Tamaashbeeno ko PATHAR nahi milay....
Main Chahta tha khud se Mulaqaaat ho magar...
Aainaay mere QADD ke barabar nahi milay
PARDES jaa rahaay ho to sab dekhaataay CHALOO
MUMKIN hay WAAPIS ao to yay ghar nahi MILAY...
Hun mein is ada se bhi aashna tujhe itna jis pe gharoor hai
mein jeon ga tere beghair bhi mujhe zindagi ka shaoor hai
Yeh pathron ka shaher hey - yahan to ansoo bhi jum jate hain
|