|
|
Posts: 63,598
Country:
Star Sign:
Join Date: May 2009
Location: In my Dream... world...
Gender:
|
|
Mausam-e-bahaar jab guzar gaya tu yaad aaya
dil ke soone aangan mein shajar naya lagaane thei
Hawaao ka guzar na ho kaafilo ko khabar na ho
kuch iss tarah se kadmoo ke nishaan mitaane thei
Khuda Kisi Ko Hi Aisa Kamaal Deta Hai
Jo Aaine Ko Bhi Hairat Mein Daal Deta Ha
Baraaye Naam Bhi Jis Ko Wafa Nahin Aati
Vo Dusro Ko Wafa Ki Misaal Deta Hai
|