|
|
Posts: 63,598
Country:
Star Sign:
Join Date: May 2009
Location: In my Dream... world...
Gender:
|
|

Tum kyon bane the dil ka sahara jawab do
Ab kahan hai wo piyar tumhara jawab do
kis ko tha Naz apni adaun par har ghadi
kis ne kya wafaun se kinara jawab do
Hum to sah na sake gay judai k gham
Ye khawl tha mera kya tumhara jawab do
Ek taraf Zindagi ek taraf Maut hai
Ab Kis taraf Karoge ishara jawab do
|