|
|
Posts: 19
Country:
Join Date: Aug 2009
Gender:
|
|
wsalam
hum theek hai app thori distrub hogai
dekhein app ne fight ki mazak main tu or koi bhi mazak kar sakhta hai
insan main bardasht honi chaye
app ko jana hai jain per meri wajha se jane ki zarort nahi
mazak ho raha tha wo app bardasht nahi howa tu ainda mazak karte howe sochna k dosra banda bhi mazqak kar sakhta hai
ok ab main dobara nahi aao gi app ki thread main age app ki merzi 
ALLAH HAFIZ
|