Nafrat tum kabhi na karna humse….
hum ye seh nahi payenge….
ek bar keh dena humse aitbar nahi….
aapki duniya se has kar chale jayenge…
Maine faaslo ko mitaya wo judai kar gya,
Kitna masoom tha wo lekin bewafai kar gya,
Wo sikha gya kisi pe aitbar na karna,
Kitni burai kar k ek achai kar gya