MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community - View Single Post - Alvidaa
Thread: Alvidaa
View Single Post
(#1)
Old
~ Bikhre Lamhe ~ ~ Bikhre Lamhe ~ is offline
Koi Tu Ho
 


Posts: 7,158
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender: Male
Salam Alvidaa - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   08-13-2009, 09:50 PM







Jane kaisa ye mazak muj se khuda kar reha ha
Mere zakhmon par hansne ki khata kar reha ha

Lamhe kuch tu gunah kiya ho ga tune khabi
Tera rehnuma teri ruksati ki dua kar reha ha

Jin ki muhabbat ki khatir dil dhadakta tha
Meri zindagi jin ki muhabbat ki mohtaj ha

Keh do unhin wo meri mout ki our dua na karin
Un ke chahne wale ki aaj ye aakhri raat ha

Jo poche zamana khabi mera kalaam-e-muhabbat
Keh dena our ek dil jala khud ko qurban kar betha

De tu di jaan us ki chukhat pe sir patak patak kar
Our pure shehar ko Ah Dost Qabristan kar betha

Aakhri baar aaj sajde mein tere sir jhukata ha
Ah taqdeer tere samne Lamhe hath philata ha

Mere jane ke baad bi unhin muhabbat ki koi kami na ho
Mere mehboob ki aankhon mein dekhna khabi nami na ho

Meri muhaabat ka unhin andaaz howa hi nai khabi
Un ki bywafayon par bi main naraz howa hi nai khabi

Un ki byrukhi ki jeet nai ye mere ishq ki haar ha
Lamhe ki nai dosto ye mohabbat ka mazaar ha

Mehendi jo unhon ne laga li kisi our ke naam ki
Layi meri mout ka peigam un ki baraat ha

Ke keh do unhin wo meri mout ki our dua na karin
Un ke chahne wale ki aaj ye aakhri raat ha

 






Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan

~ Bikhre Lamhe ~
Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links