meri galtiyun pa jo saza na da
meri kutayun ko jo bula da
wo mara khuda rehman ha
wo mara khuda raheem ha
mary dukh main wo mary sath ha
muj pa us ka reham ki barsat ha
wo mara khuda kareem ha
wo mara khuda azeem ha
main chalon to wo mary sath ho
mary sar pa ussi ka hath ho
wo jisy chahe jo ata kary
koi us jaiasa na hova kary
wo mara khuda qahar ha
mara khuda ghafar ha
wo jis ki kursi ha har jannt main
wo jo khud bi rahta ha har simat main
wo mara khuda hamed ha
wo mara khuda majed ha..