Aag to Bujh Jaayegi Bus Ek Dhuan Rah Jaayega
Yeh Dhuan Bhi Rafta-Rafta Pir Kahan Rah Jaayega
Aandhiyon ne Apne par paila diye To Dafatan
Raakh ud jaayegi Saari, Kya Yahan Rah Jaayega
Zindagi Hai Kaanch ki Choodi Achanak Toot Jaayegi
Gir Padegi Aur Kalaai Par Nishaan Rah Jaayega
Aane waale Saiton to dekhti rahati hun main
Ghatiyon mein jab utar kar Karwaan rah Jaayega
Lafz Mar Jaayege Saare Har Sadaa Kho Jaayegi
Kuchh na hoga Kaun Zere Aasmaan Rah jaayega ...
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai...