Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
Dil par zakhm lagaya ha
Tum ne muje rulaya ha
Aaya ha dushman mera
Main ne use bulaya ha
Khwaish tifla-e-nadaan hain
Main ne unhin sulaya ha
Dayni na ujala Ouron ko
Dil apna jalaya ha
Kis ko kahin ab hum apna?
Har insan paraya ha
Yaad hain zalim yadoan ne
Aksar muje sataya ha
Ahdure samajh k ek moti
Seenae main chupaya ha
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|