Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
Do ghari neend sula do muj ko
Ek naya khwab dikha do muj ko
Na pohonch payon main chalte chalte
Aisi manzil ka pata do muj ko
Zindagi talkh hui jati hai
Ab na jeene ki dua do muj ko
Youn hi kam ho gi jalan ankhon ki
Tum zara our rula do muj ko
Jurm tu koi na sabit ho ga
Bygunahi ki saza do muj ko
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|