Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
Us ki judai muje manzoor na thi
Keha us ki shaadi k din muje kafna dena
Our Qabristaan le jane ki zehmat na karna
Us k ghar ke bahar hi muje dafna dena
Us din us ki doli se mera janaza takra gaya
Main ne socha kya waqat kya haseen ghadi aayi ha
Apne mashooq ko Laal jode mein dekhne ki hasrat
Bywafa ki baraat mein aashiq ki maiyat ko khench layi ha
Par itni muhabbat use karta tha main
Ke us se door rehke muje sakoon kehan hota tha
Judai is qadar tadpati thi muje
Har pal Khoon ke aanso rota tha
Jab khuda ne meri aankhon mein nami dekhi
Poocha muj se ah aashiq ab kyun rota ha?
Main ne kaha wo dekh khuda bywafai ki inteha ko
Mera mehboob meri mazaar ki taraf peeth kar ke sota ha
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|