MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community - View Single Post - Ye mera wada hey
View Single Post
(#1)
Old
FAJAAN FAJAAN is offline
Banned
 


Posts: 28,111
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: KARACHI
Gender: Male
lu Ye mera wada hey - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   07-07-2009, 10:52 PM

main ussay apna sara pyar doon gee
ye mera wada hai har bar doon gee

jo mangay wo mujh sa sansay meri
sharmilay hontay sa iqrar doon gee
ye mera wada hai har bar doon gee

na jasakay ga wo palat kar kaheen bhee
apni banhon ka aisa hisar doon gee
ye mera wada hai har bar doon gee

lipat kar jo kabhe rouya wo mujh sa tu
apni khushion sa dard uss k taal doon gee
ye mera wada hai main har bar doon gee

jo manga kabhee uss na mujh sa mera wajood
agar zaban ruki tu ankhon sa iqrar doon gee
ye mera wada hai har bar doon ge

jala diya main na apnay ander ka sara ghuroor
khud ko mita kar main uss ko duniya hazar doon gee
ye mera wada hain har bar doon gee

na jasakay gee hansi uss k masoom cheray sa
main uss k be qarar dil ko itna qarar doon gee
ye mera wada hain har bar doon gee

 

Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links