Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
Quote:
Originally Posted by M A H i
Jo hum mehsoos kartay hain
agar tum tak pohach jaye
to bas itna samjh lena
yeh un jazboon ki khusboo hai
jinhain hum keh nahi saktay
magar tum jo ijazat do
to channd lafzoon main keh doon
k TUM BIN jee nahi saktay
|
Amazing
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|