Mere jane se tere hoton par hansi ho gi Tu
Zindagi bhar main ro loun ga tum hans lena
Jee nai sakta juda ho kar tum se main
Apni saansin tumhin doun ga tum jee lena
Khushiyan mill jayin itni tumhin
Mera pyar khabi yaad na aaye
Main khamoshiyon main sama jayon ga
Tum mehfilon main hans lena
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~