gar mujhy is t ka yaqeen ho mery hum dum mery dost
gar mujhy yaqeen ho
k tery dil ki thakan
teri ankhon ki udasi
tery sennay ki jalan
meri dil joi mery peyar sey mit jaey gi
meri harf e tsaali woh dua jis sey
ji uthey phir tera ujra howa bey norr demgh
teri peshani sey dhul jaey tazlil k dagh
teri bemar jawani ko shafa ho jaey
gar mujhy is ka yaqeen
rozo shab shamo sehara
behlata raho
mey tujhy geet sunata rahon
hallky sherien
baharon k baharao k
subha k mehtab k sayaro k geet
tuj sey huso nu muhabat ki hiqayat kaho
http://www.youtube.com/watch?v=X0GhNujBejo
.
Ajab Tamasha-Gar Hain Matti k ye Putlay "SAQI"
Bewafai Karo to Rote Hain, Wafa karo to Rulate Hain