|
|
|
Posts: 890
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: in the World without values
Gender:
|
|
|
shikaari khud shikaar hhahaha ur forgettin if u are a player i am the game.... it takes 1 to know 1... haan sub upset hojayegeee lol tumharay chahnaay walaay bohat he beta jee :P magar i need sum1 different lol hahah and ur not even D of the different ahem ahem yeah i know interesting.... lolzian you said such kind of ?S makes too many hurdles in the relationship .... kehti to sahi ho :P phir why kick :s ...... :P kontrol kishan puttar try ignorin.... wesay yay bedeljaata wala scene tumpay bohat suit kerta hay lol .... ek level aata hay shairi enjoy kernay ka jab ek shai-er apnay aap pay sher maarta rehta hay .... kahin us level pay to nahi phonchay allah kher kere ....
anyways kuch meri taraf se khaas nahi he :P shayad suna ho... :P ya shayad kisi nay posy bhi kiya ho
soo doriyoon pay bhi meray dil say juda na thi
to meri zindagi thi meri magar bewafa na thi
dil ne zara say ghaam ko qiyamaat bana diya
warna wo ankh itni zada khafa na thi
yoon dil laraz utha hai kisi ko pukar kar
meri sada bhi jaise meri sada na thi
bar-gay-khezan jo shakh say toota wo khaak tha
is jaan sopurdigee k kaabil to hawa na thi
jugnoon ki roshni say bhi kya kya bharak uthay
is shair ki feeza k chiraagh AAshna na thi
marhoo-nay-sman jo rahai un ko dekh kar
khush hon k meray hotoon pay kohi duwa na thi
har jism dagh dagh tha ''FARAZ'' lakin hum
badnaam hum yoon hoyee k badan pay Qabba na thi........!!!
wesay u have 1 problem i will tell u later when the tyme cumz :P yay meri taraf say wesay agar yay tumhari dillagi hay to tumhay dillagi nahi kerni aatiii and i dont take netpals seriously..... one of my rules yes and there are many .....
Qurb k na wafa k hotey hein
sarey jhagrey ana k hotey hein
wo hamareyhein is tarha se FAIZ
jesey bandey khuda k hotey hein
bat niyat ki sirf hey werna
waqt sarey dua k hotey hein
bhool jatey hein mat bura kehna
log putley khata k hotey hein
wo bazahir jo kuch nahi lagtey
un se rishtey balaa k hotey hein......................
aakhri do misray samajh ayaay lolllllllllllllllllllllllllllllllllllllll
Hun mein is ada se bhi aashna tujhe itna jis pe gharoor hai
mein jeon ga tere beghair bhi mujhe zindagi ka shaoor hai
Yeh pathron ka shaher hey - yahan to ansoo bhi jum jate hain
|