Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
Har Sham Tera Naam Liya
Har Sham Tuje Yaad Kiya
Tu Ghum Ha? Kin Khayalon Main!
Jab Kiya Tuje Yaad Kya
Thin Khamosh Ghaatin
Gunguna Rahi Thin Fazain
Wo Paton Ke Girne Ki Aahat
Tuje Yaad Kiya
Gili Rait Pe Nange Payon Sahil Pe Chalna
Wo Lahron Ka Shor
Wo Seep Ke Moti
Tuje Yaad Kiya
Chal Ahdure Ho Jaye Tawaf Mahkhane Main
Wo Jam Pe Jam
Wo Jhumti Bottal
Tuje Yaad Kiya
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|