MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community - View Single Post - Us ki aankhon ke aanso par ab bi dil ro jata ha
View Single Post
(#1)
Old
~ Bikhre Lamhe ~ ~ Bikhre Lamhe ~ is offline
Koi Tu Ho
 


Posts: 7,158
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender: Male
Unhappy Us ki aankhon ke aanso par ab bi dil ro jata ha - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-22-2009, 10:05 PM










us ki aankhon ke aanso par ab bi dil ro jata ha
dil ko us ki bywafai ka yaakin dilana asaan nai
har ek zakhm par us ke dil tadap uthta tha
us ki ek tadap bi is dil se bardasht karna asaan nai
bhool kar insaniyat jis ne rondh dala muj ko
usi ki sochon ko rondh dalna asaan nai
dil mein uthte rehte hain har waqat kitne toofan
ek us ki awaaz par phir koi toofan uthana asaan nai
jab dil chahe us ka laut aaye ha mere jehan mein wo
itni thokar kha kar bi un ko na kehna asaan nai
na tha wo mera na hi ho ga khabi wo mera
ek is sach par yaakin karna aaj bi asaan nai
us ki aankhon ke aanso par ab bi dil ro jata ha
dil ko us ki bywafai ka yaakin dilana asaan nai

 






Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan

~ Bikhre Lamhe ~
Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links