Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
purane wo khat parhne do
nayi shairi karne do
tum sanson ke shahr jayo
main marta houn marne do
zindgi abi na samjhayo use
abi titali pakarane do
anjam-e-muhabbat samajh jayon ga
ye khumar tu utarne do
jo likha tum ne sab par rahe hain
jo nai likha parne do
pinjara mera kholin ge wo par
phele ye par katarne do
tum shair ho shairi karo
Ahdure ko bas baat karne do
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|