Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
Ye jism jala do ye roh jala do
Meri wafa ka sanam kuch tu sila do
Rahe yaad humin mar kar bi tere sitam
Byshak zindagi mein tum humin bhola do
Tod kar dil na aaye khalish chahere par
Dil dukhane ki RaqeeB humin bi kala do
Mumkin nai tu de sake muskurahat
Chalo aaj humin jee bhar kar rula do
Kab tak tadpe ga Ahdure younhi byjaan
Ya khuda is roh ko jism se mila do
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|