Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
tum se mill ke laga ki humin khuda mill geya
kya tha pata humin ki ek bywafaa mill geya
hum chale the daaman mein khushiyan betorne
par tuj mein ghamon ka karwan mill geya
falak jane ki khwaison mein chale the hum
par humin tere ghar ka rasta mill geya
ishq karne ko bytab raha karte the khabi
hans na payin khabi aisa maza mill geya
humnin tu dil-o-jaan se nibhai wafa us se
par phir bi use kaise uzr-e-jafaa mill geya?
our jehaan mein dard na seh sakin ga Ahdure
ab tuj se hi jo humin gham itna mill geya
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|