|
|
Posts: 70
Country:
Join Date: May 2009
Gender:
|
|
Zardari ne ya visit bhi America ke isharay par mansookh kia hia. Zaroot to is ki the ka pakistan Iran ke sath mil kar afghanistan se americi fooj ki wafsi ki mutabl karta. Zardari ke pass america, uk or france ka visit karnay ka to wagat hay magar, swat, baloshistan or fata ke viist karnay wa waqat naheen hay.

ya politicans naam ke to pakistani hain magar kaam apany ghari mulki aqaoin (masters) ko khus karnay ka kartain hain.
|