Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
Muj se MiLne ke Wo karta tha Behane kitne
Abb GuzaRga Mere Sath Zamane kitne
Main Gira tha tu buhat Loog ruke the Lekin
Sochta houn Muje aaye the uthane kitne
Jis Terah Main ne tuje Apana bana rakha ha
Sochte houn ge Yahi baat Na Jane kitne
Tum Naya zakham Lagayo Tumhein is Se kya ha
Bharane Wale hain abi Zakham Purane kitne
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|