Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
kash main byzuban hota
apni aankhon se sub kehta tumhin
tum meri palkon ke isharon se muskuraya karti
buhat chahti muj main doob jaya karti
jub bi likhta main kagaz per koi haruf
tum use baar baar dohraya karti
our jub tum thak jaya karti
mere kandhee par sir rakh k so jaya karti
youn hi hum tum puri umer bita dete
tum har subha meri palkon k uthne ka intezar karti
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|