Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
Muje itni bi saza naa de,
Mere pyaar ki inteha na le…
Ruk jaa Ah chand tham ja zara,
Do ghadi muje bi nihar le
Main toot kar bikhar chala
Meri khakh ko youn hawa naa de
Do bol tuj se sun sakon khabii,
Main intezar mein reha sada
Tu chal pada muje chodh kar,
Deewaar sa main khada reha
Sehem geya houn bus is baat se
Kahin muj ko tu bhula na de
Ye keya kiya tu ne Ah dil bata,
Pyaar phir kyon kiya bhala
Kaise kahe ab ye meri zubaan,
Kaise khud apna ghar loon jala
Khaamoshi ki ye Aadat kahin,
Muje Byzuban hi bana na de
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|