|
|
Posts: 13,084
Country:
Star Sign:
Join Date: Apr 2009
Location: In The World of Reality
Gender:
|
|
salam to all mai kuch shayari apni dairy say peesh kar rahi ho umeed hai aap sab ko pasand aayay gi
main aaray tirchay khayal socho
k bay irada kitab kholo
koi shanasa si ghazal tarasho
k ajnabi intisab likho
gawa do ek umer k zamanay
k ek pal ka hisaab likho
taweel tar hai safar tumhay kia
mai ji rahi ho magar tumhay kia
magar tumhay kia tum to kab say
meray iraday ginwa chokay ho
jala k saray horf apnay
meri duayay bhoja chokay ho
mai raat orho ya subah pehno
tum to apni rasmay otha chokay ho
sona k sab kuch bhola chukay ho
to ab meray dil par jabr kaisa
yeh dil to had say gozar chuka ahi
magar tumhay kia is khiza mai
mai jis tarha k khowab likho
Last edited by K@IN@@T; 04-20-2009 at 05:15 PM..
|