 |
Banned
|
|
Posts: 23,626
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: USA
Gender:
|
|
Zindagi ki rahon ka her safar aakela hai
sooch kar nikal ghar se tu agar aakela hai
chaand,kehkashan,jugno,raat,yaad aur aanso
hamsafar hazaron hain dil magar aakela hai
kal jahan pe hoti then barisahin jabenou ki
ab suna hai es shay ka sang-e-dar aakela hai
dekh ye hai khumyaza roushni choranay ka
chaand aasmano par umar bhar aakela hai
ye tu bas wohe janay jis k dil pe gozray hai
tujh ko kia khabar koe kis qadar aakela hai
choor bhe de zid aazar marhalay kathan hain ye
es taraf zamana hai,tu udhar aakela hai
|