|
|
Posts: 21,143
Country:
Join Date: Aug 2008
Location: India
Gender:
|
|

Wah Broji wah aap ke is walehana andaaz par hamara ruwan ruwan khil utha.....aap ne hamara hi nahi hamare Tendulkar ka bhi khayal kya.......song pasand aaya.....bahut bahut shukriya.....  Koh-e-Noor......Allah aap ko dono jahan main sarfarazi Ataa kare Aameen
|