jaany kis khatha ki wo sitham daitha ha
ker k bay wafai mera derd dil baratha ha
apni yado sy her pal ghum daitha ha
wo jeeny ka sahara mera,pir bay rukhi q kerta ha
wo meri sanso ka maala ha
pir q sajdy ma bicher jaany ki dua kertha ha
muj sy naatha tor ker kahi mer na jai wo
bakhaber ho k b rishta torny ko kehta ha..
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai...