Meri dastan-e-hasrat woh suna suna kay roay
Meray aazmanay walay mujay aazma kay roay
Meri arzo ki duniya teray dil-e-na tawan ki hasrat
Jisay pa kay shaadma thay ussay kho kay aaj roay
Koi aisa ehal-e-dil o fasanaye mohabbat
Main ussay suna kay royon woh mujay suna kay roay
Teri bewafaiyon par teri kuj addaiyon par
Sar jhuka kay roay kabi moo chupa kay roay
Jo sunaye anjaman nay shab-e-gham ki aab beeti
Kai ro kay muskaraye ,kai muskara kay roay
Mera pass say guzar kar mera hal tak na pocha
Main kaisay maan jaon woh door ja kay roay ..
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai...