Zindagi wohi hai qismat badal gai hai;
farq yai hoa hai kai, wahshat badal gai hai;
houn abh bhi main musafir weran rastoun ka,
rastai wohi hain manzil badal gai hai;
her simt thi baharain tha khushboun ka mosam,
abh to merai chaman ki har rut badal gai hai;
betai hoai dinoun ko main souchta houn aqsar,
farq yai hoa hai kai shidat badal gai hai;
tanhaioun main abh bhi rota raha houn main
per ansoun ki shaid wuqat badal gai hai.....!!
Eik Muddat Se Mery MaA Nhi Soyi Tabish..
Main Ne Eik Baar Kaha Tha Mujay Darr Lagta Hai..
Last edited by zaib khan; 03-20-2009 at 02:38 PM..
|