mein apne y Khuvab se biccharta nazar nahi aata
main apney Khuwaab se bichata nazar nah aata...
tu is sadi mei n akelaa nazar nahi aata...
ajab dabaav hai in bahrii havaaon kaa
gharon kaa bojh bhi uthataa nazar nahi aata...
main ek sada pe hamesha ko ghar chor aaya tha
magar pukaarane vaalaa nazar nahin aata..
main terii raah se hatane ko hat gayaa lekin
mujh to koi bhi rastaa nazar nahi aata...
dhuaan bharaa hai yahaan sabhii ki aankhon mein
kisii ko ghar mera jaltaa nazar nahi aata...
.
Ajab Tamasha-Gar Hain Matti k ye Putlay "SAQI"
Bewafai Karo to Rote Hain, Wafa karo to Rulate Hain