 |
|
|
Posts: 19,769
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2008
Location: lahore
Gender:
|
|
Mil Bhi Na Saka ,dil se juda b na hua
wo ik shakhs jo kabhi muj se hafaa na hua
me to samja tha mera muqadar sanwarey ga us k hawaale se
lekin wo insaan hi raha khuda na hua
aankhein to shayad bhula b deti mohabbat k bikhrey rang
dil hi bzid tha uski yaadon se riha na hua
har rishtey k ihsaas ki apni alag kahani ha
par jo dard diya us ne wo bayan na hua
saanson k saath chalna tha usey ban k zindagi
wo tamaam umer ka rog bana meri dawa na hua!
|