|
|
Posts: 24,426
Country:
Star Sign:
Join Date: Oct 2008
Location: NY
Gender:
|
|
suno zindagi apni hans kay basar karna
nafraton kay rastay pay na safar karna
suno wafa na ho to mohabbat adhoori hai
mohabbat kay safar main wafa ki fikar karna
suno zamana jitna bhi ho hamdard tumhara
zamane ko na shareek-e-safar karna
suno mohabbat har kisi ka muqaddar nahin hoti
milay jo mohabbat to is ki qadar karna...!!!!!!!
|