|
|
Posts: 1,687
Country:
Join Date: Mar 2014
Gender:
|
|
wo nigah-e-shoq wo lutf-o-karm
wo fikr-o-nishat-e-la-makaaN
wo jabeen-e-naaz kii shokhyaaN
wo damn-e-gull ke zair-o-bam
ab ye ju der paish haiN
furqat-e-shab ke derd-o-alm
raat gaye dair tak
terii sochouN maiN pade rahe
be charaah raah gum sum gum sum
ke tuu aaye gaa lot ker
raat gaye dair tak
shamm-e-umeed jalti rahii
kabhii lo taiz ter
kabhii madham madham
kabhi dill ka tadpnaa kabhi aankh nam
es khilone ko
khona nahii chahta thaa maiN
magar kho diyaa
maiN rona nahii chahta thaa
mager ro diyaa
dt. may 2012
Last edited by waheed ahmed; 10-10-2014 at 06:19 AM..
|