|
|
Posts: 707
Country:
Join Date: Jun 2013
Gender:
|
|
Quote:
Originally Posted by Cute Anam
wo bas khamosh lehje men kabhi izhaar kerta hai
na wo iqraar kerta hai na he inkaar karta hai
main phir bachon si fitrat ka k sab kuch bhool jata hun
wo dil behla k phir purhol kaari waar kerta hai
yakh basta hawa chali tu kuch yad aya mujhe
kisi ka barf lehja kis tarha msmaar kerta hai
hum ehl-e-qafas adna se panchi urr b jain tu kya
wo shaheen hai urrta nhin perwaaz kerta hai
kabhi hum dilgriftah se dhoonden saiabaan b
per wo shah nasheen sa huqm b otaar kerta hai
na hum umeed rakhte hen,na koi aas hai ZIA
kabhi na jeet payen uss ko jo wo fankaar kerta hai...
|
PHIR FANKAROW SA DOSTI KA NATEEJA ESA HI HUGA NA, FANKARIYA TU KARAY GA APKA SATH B
THAT WAS NICE
GOOD ONE
|