ham ne har dukh ko mohabbat ka tasalsal samjha
hum koi tum thy k duniya sy khiayat krty
hum ne sookhi hoi shakhon pe lahoo chhirka tha
phool agar ab b na khilty tu qiyamat krty
ki mohabbat tu siyasat ka chalan chhor dia
ham agar ishq na krty tu hakoomat krty...!!!