MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community - View Single Post - Masla e niyaz
Thread: Masla e niyaz
View Single Post
(#5)
Old
AYAZ AYAZ is offline
 


Posts: 12,370
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: Karachi
Gender: Male
Default Re: Masla e niyaz - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   11-23-2012, 03:28 PM

Quote:
Originally Posted by Hayyan_Memon View Post
JAZAAK ALLAH AYAZ..
PLEASE IF YOU CAN GIVE ME MEANING OF THIS AYAH I WILL BE VERY THANKFUL

"Forbidden to you (for food) are: dead meat blood the flesh of swine and that on which hath been invoked the name of other than Allah"


I NEVER SAID NIYAZ IS HARAAM.. I SAID NIYAZ IS FOR ALLAH NOT FOR ANYONE ELSE ON ANY WALI"ALLAH OR ANY AULIYAH. OR ANY SPECIAL DAY WHICH ARE RECOMMENDED ON THEM..JAZAAK ALLAH

IN ANSWER EVERYTHING IS ACCEPTABLE THROUGH ALLAH's QURAAN AND MOHAMMAD's (PBUH) FARMAAN.

SAHABA NIAZ KARTE THE -
Hazrat Ali (Radi ALLAHO Anho)ne kia SARKAR (Salallaho alehiwsllam) ke Naam se aik meendha zibah kia kerte thay
Allah ki bargah me.
(Jamay Tirmizi, jild#1,Pg#538. Sunan Abu-Dawood, jild#2,Pg#29)

Qur'an:
Tera Rab khub jaanta hai koun Behka uski Raah se, aur woh khub jaanta hai hidaayat walon ko
"TO KHAAO USME SE JIS PAR ALLAH KA NAAM LIYA GAYAA AGAR TUM USKI AAYAATE MAANTE HO."
Aur tumhe kya hua ke unme se na khao jispar ALLAH ka NAAM liya gaya,
[ SURAH ANA'AM (SURAH.6, PARA.8): 117-119 ]


SAHI MUSLIM, SHA SITTA, BUKHARI SHARIF SAB MY YE HADIS MOJUD HAI
KI
AQA ALEHIS SALAM NEY HAZRAT E HAMZA (RADI YAL LAHO TA ALA ANHO) KI QABR PAR JAKAR UN KO ISAALEY SAWAB KIYA THA
OR APNEY GHAR AAKER KHANEY PAR FATIHA DILWA KAR TAMAM SAHABIYO KO KHILAYA THA



Niyaz ka khana jaiz hai : Aesi tarah Niyaz per ALLAH ka qalam parh kar phoka jata hai balkey wo barqat wala khana hojata hai tou niyaz ka khana jaiz hia.