|
|
Posts: 12,370
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: Karachi
Gender:
|
|
AS SALAAM O ALAIKUM,
Bhai Topic aap nie rakha hie ALLAH is on Arsh. Ap nie physically define kardiya hie ke wo Arsh per mojood hai Yeh baat kehna drust nah kyon ke uper jo aap nie reference diya hie aus mei Arsh ka kahi ziker nahi even aap nie ek Referrer kara aus mei aap nie yeh quote kara hie :
Quote:
[007:054] Indeed, your Lord is Allâh, Who created the heavens and the earth in Six Days, and then He rose over (Istawâ) the Throne (really in a manner that suits His Majesty). He brings the night as a cover over the day, seeking it rapidly, and (He created) the sun, the moon, the stars subjected to His Command. Surely, His is the creation and commandment. Blessed is Allâh, the Lord of the 'آlamîn (mankind, jinn and all that exists)!
|
Ais mei aap nie nights, Sun and moon ka bhi kaha tou yeh kehna drust nahi hoga ke ALLAH is on arsh physically.
Aap ko ager wo ayat yaad ho jis mei ALLAH nei farmaya ke :
ALLAH dilo ke darmiyan Hail hojata hei .
ALLAH Sherak sei bhi ziyada Qareeb hai.
Hum ko yeh kehna chaiye ke ALLAH Subhan Wataala Makaan sei paak hai. ALLAH Paak Jagaho Sei Paak hai. Balkey yeh kehna chaiye ke ALLAH Paak Apney Ilm oo Qudrat sei har jaga mojood hai. ALLAH paak nie istawa farmaya hei Apni shaan ke mutabiq ab ALLAH ki shaan kiya hai ais ka Andaza Sirf ALLAH Paak laga saktey hei aur Hamarey liye ais ki tashreeh janna zarorri nahi .Yeh kehna ke Sirf Arsh per hai Physically basis per yeh ghalat hoga. Jub hum Qayamat mei dekheinge ke ALLAH paak nei kis tara yeh Istawa farmaiya tab hi jaeninge. Apni taref sei kehna Drust nahi.
|