MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community - View Single Post - Masla e niyaz
Thread: Masla e niyaz
View Single Post
(#2)
Old
Hayyan_Memon Hayyan_Memon is offline
 


Posts: 116
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2010
Location: Lahore, Pakistan
Gender: Male
Default Re: Masla e niyaz - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   11-20-2012, 01:04 AM

Quote:
Originally Posted by Stollen Heart View Post
Good Topic

Baat asal men yeh hoti hey keh hum logon ka ilam itta zeyada nhi hota keh hum kisi bhi baat ki gehrai men khud jaa ke soch sken. So hum ko laazmi tore pe un logon ki tarf dekhna perta hey jin ke pass ilam hota hey,



Yeh baat sub pe laagu nhi hoti, Asal baat niyet ki hoti hey keh aap jo amal kerne ko jaa rhe hen is ke peeche aap ki niyet kiya hey, Log waisi bhi niyet rakhte hen jaisa ke u ne mention kiya hey, mager bohat se log aisi niyet nhi rakhte. Me ki apni jo niyet jo niyet hoti hey jub me kisi qaber ya mazar pe jaata hon to me Fateh perhta hon ur un logon ke ke liye bhi dua kerta hon jo is wabar men hote hen ur un logon ke liye bhi jo abhi zinda hote hen, Apne liye bhi to kerne builkul nhi bholta,

Aksar jub me Data Sahib jata hon ur wahan pe gareeb ur musafer logon ko dekhta hon to Chawlon ki eik deg un men taqseen kerwa deta hon, us ke peeche builkul niyet yeh nhi hoti keh jo Sahib e Qaber hey wo khush hoga ur me ko us se kuch mil jaeiga, Haan mujhe un masaakeen ur gareeb logon ko khana khilane ka sawab zaror Allah ke haan se milega kionkeh us ne wada kiya howa hey, So us apne sawab men me jis ko chahe shamil ker lon, jo zinda hen in ko bhi ur jo duniya se guzer gay hen in ko bhi,

Sawab kya hota hey? Is ki haqeeqat kiya hey? Yeh eik alag topic hey, Yahan just men asaan fahm men itta kahonga keh insan ko jub yaqeen hota hey keh is waqt wo Allah se jo bhi dua karega wo qabool hogi to apni dua men wo dosron ke liye bhi maang leta hey, un ke liye bhi jo duniya se jaa chuke hote hen ur un ke liye bhi jo is duniya men mojod hote hen,









Kuch musalman aise hen jo is baat pe yaqeen rakhte hen keh jo Sahb e Qaber hey wo sunta bhi hey dekhta bhi hey, ur qeuamat ke din wo in ko dozakh ki aag se bacha bhi le ga, Mager aise logon ki tadaad bohat kum hey jo is baat pe yaqeen rakhte hen,

Hum qurbani Allah hi ke naam ki dete hen, Koi faqeer aa jay to wo bhi Allah hi ka naam le ke maangta hey, so jo kum tadaad men hen ur Mushrikaana amaal kerte hen un ke liye hum ko dua kerna chaiye ur Allah ur Allah ke Rasool (Peace be upon him) ki baten un ko sunani chaiye, Ur khud koshish yehi kerna chaiye keh un ko galt sabit kerne pe nah be'zid ho jaein kionkeh Islami taleemaat dene ke liye "Hikmat" se kaam lena chaiye,
Jazaak ALLAH Brother For Sharing Your Knowlege.. Apnay Kafi batain batain.. Apnay Niyat ki baat ki Beshak.. I agree wid your Point.. But one thing jo mughe Ziyada Aziyat Deti hay wo yeh.. Ke aik cheez Quran nay mana kar di Saaf alfaaz main. Quraan nay kaha Sharaab Haraam hay.. Tau it meanz Haraam hay.. Matlab Jo DEEN nay diya WO LAY LAIN.. AUR JISS SAY BAAZ RAKHA US SAY BAAZ RAHAIN.. I HOPE U UNDERSTAND MY POINT..

NIYAT KI BAAT HAY.. FOR EXAMPLE APP KISSI GAREEB KI MADAD KARTAY HAIN.. APNI TASALLI KAR KE WO WAQAI HAQDAAR HAY.. BAAD MAIN APKO PATA CHALTA HAY KE WO JHOOTA THA.. WAHAN ALLAH APKI NIYAT DAIKHTA HAY ZAROOR.. BUT AIK KAAM SAY ALLAH NAY SAAF ALFAAZ MAIN MANA KAR DIYA AUR HUM WO KARAIN.. AUR PHIR HUM KAHAIN KE ALLAH NIYAT DAIKHTA HAY.. TAU Meray khayaal say yeh insaaf ki baat na hoogi..

ISSI BAAT KI EXPLAINATION MAIN NAY KI hay QURAAN ki Is AYAH main
Allah has said in Surah an Nisa 4:85
"Whoever recommends and helps a good cause becomes a partner therein: and whoever recommends and helps an evil cause shares in its burden"

AS MY PERSONAL OPINION IF SOMETHING IS CLEAR TO ME THROUGH QURAN THEN I WILL FOLLOW IT..

IN ANSWER EVERYTHING IS ACCEPTABLE THROUGH ALLAH's QURAAN AND MOHAMMAD's (PBUH) FARMAAN.. MAY ALLAH GUIDE US THE RIGHT PATH JAZAAK ALLAH