|
|
Posts: 12,370
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: Karachi
Gender:
|
|
AS SALAAM O ALAIKUM,
Hayyan yeh barey sensitive topics hie ais mei phir yeh hota hie ke wazahaat paish ki jaye tou phir bola jata hie ke wo weak HADEES hai Aur ais mei ab tek behass o mubasa chal raha hie For example :
Log pouchtey hie ke Kunde ki niyaz kyon di jati hie ?
Tou ais ka answer yeh hai ke : Kundey ki niyaz Hazrat Imam Jaffar Sadiq (R.A) ke liye ISAAL -E-SAWAAB hai aur Isaal-e-Sawaab Quraan aur Hadees sei sabit hai .
|