|
Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
|
Na jane kyun dil me ye khayal ha?
Har pal uth reha bas yehi sawal ha
Kyun tadapta houn us ke liye mein itna?
Kya mere bina us ka bi yehi haal ha?
Kyun mere lab muskurana bhool ge?
Kyun is dil mein dard ka sailaab ha?
Dekhta houn us ika sapna har waqat
Kya us ki aakhon mein bi mera hi khwab ha?
Kya khata howi thi muj se aisi?
Ke khuda hi muj se naraaz ha
Kyun milti nai kismat us se
Kyun kudrat ko is rishte se aitraaz ha?
Kya khoya Kya paya,
Kis ne rekha is ka hisaab ha?
Kyun rehte ha aakhon mein har waqat aanso?
Kya kisi ke paas is sawal ka jawaab ha?
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|