mujhe q qeid kar rakha hai
tum ne zahan men apne
riha kar do
bhula dalo
guzarish hai
tamana hai
kahleejen hi khaleejen thin
hamare darmian qaim
yahi qismat hamari thi
nahi shikwe ki gunjaish
chalo samjhota kar dalen
gham e furqat se hum dono
na tum socho meri babat
na men sochun kahan ho tum
anokha roop hoga ye bhi
lafani mohabat ka