Main safai koi doon ga na wazahat doon ga
tum ko wapas main tumhari Amanat doon ga
Phir kabhi tum say na milnay ki Zamanat doon ga
bus tumheen tark marasim pay yeh Zahmat doon ga
tum ho by chyn ho to main bhi koi masroor nahi
Kal yeh likhti thi k bicharna tumheen manzoor nahi
abb yeh kahti ho maray khat" Mujhe wapas kar doo"...
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai...