dard k samundar mein utara kab tha
doob gaye they khushbo tasawor mein
apna koi alag raasta bana laitey,humdam
gar tumharey dil ney husley kiye hutey
tumharey paraahan ki khushbo mein
ghul raha hoon jis mein abhi
merey khuwab k shagufey
zara dair mein ufq par,khuley ga koi sitara
simth dekh kar tumhari karega koi ishara
tumharey dil ko aye ga phir ....
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai...