 |
|
|
Posts: 19,769
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2008
Location: lahore
Gender:
|
|
Din guzar gaya aitbar main
rat kat gai intzar main
wo maza kahan wasl-e-yar main
lutf jo mila intzar main
un ki ik nazar kam kar gai
hosh ab kaha hoshiyar main
mere kase main kayenat hai
mai hoon ap ke iKhtiyar main
ankh to uThi phool ki taraf
dil uljh gaya husn-e-Khar main
tum se kya kahain kitne Ghum sahe
|