 |
|
|
Posts: 19,769
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2008
Location: lahore
Gender:
|
|
Aj jane ki zid na karo
yun hi pahlu main baithe raho
haye mar jayege hum to loot jayege
aisi batain kiya na karo
tum hi socho zara kyun na roke tumhain
jan jati hai jab uThke jate ho tum
tum ko apni kasam jan-e-jaN
bat itni meri man lo
waqt ki qaid main zindgi hai magar
chand ghariyan yahi hain jo azad hai
in ko kho kar abhi jan-e-jan
umer bhar na tarste raho
kitna masum-o-rangin hai ye sama
|